SEARCH RESULTS
Showing search results for "Sinf-e-Aahan"
Ghazal MATCHES FOR "sinf-e-aahan"
Ghazal
junuu.n kaa asar 'aahan'-e-be-navaa par
ye jaaduu hai Tonaa hai bandhan hai kyaa hai
Akhlaq Aahan
Ghazal
Akhlaq Aahan
Ghazal
tire huzuur me.n aayaa jo aahan-e-be-bas
pinhaa ke be.Dii na jaane kii baat karte ho
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
buu-e-gul-o-saman kii tarah is jahaan me.n
'aahan' tamaam umr pareshaan saa rahaa
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
jo kho gayaa tiraa 'aahan' saraab-e-KHvaahish me.n
bhaTak na jaa.e.n kahii.n be-dimaaG hai ki nahii.n
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
kahe hai 'aahan'-e-dil-gashta harf-e-shiirii.n jo
huzuur-e-zehn se samjhe.nge kam-lisaanii me.n
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
'aahan' ba-haal-e-be-KHabarii sab safar hazar
maatam-kunaa.n ho kyo.n na hama-vaqt ab sarosh
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
'aahan' Gariiq-e-harf-o-hikaayaat-e-dil-baraa.n
rahtaa hai vo hamesha hii yaa.n KHud-kalaam bas
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
'aahan'-e-ramz-gushaa-e-Gam-e-afkaar-o-junuu.n
haa.e karte hu.e kahtaa hai vo huu-huu jaanaa.n
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
'aahan'-e-be-chaara-o-bekas kaa puuchho haal kyaa
shaah-e-istiGnaa hai lekin tere dar kaa vo faqiir
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
ye sinf aabruu-e-fann-e-shaa.irii hai 'fazaa'
Gazal kaho to mazaamiin mo'atabar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kamaal-e-fan hai qatl-e-'aam us kaa
vo shiishagar hai aahan-gar nahii.n hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
'yagaanaa' vahii faateh-e-lakhknau hai.n
dil-e-sa.ng-o-aahan me.n ghar karne vaale
Yagana Changezi
Ghazal
kyaa hai zikr-e-aatish-o-aahan ki gaddaaraan-e-gul
maarte hai.n haath a.ngaaro.n pe ghabraa.e hu.e
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
pas-e-tasviir ho jab ek ra.ng-e-aatish-o-aahan
tirii tasviir ai duniyaa zaraa achchhii nahii.n lagtii
Hafeez Shahid
Ghazal
dabe hu.e hai.n makii.n baar-e-sa.ng-e-aahan se
Gariib-e-shahr yahaa.n baam-o-dar ko kyaa dekhe
Masood Qureshi
Ghazal
hai Gazal aazaad goyaa be-dar-o-diivaar ghar
ham ko bhii is sinf-e-be-jaa kaa hunar aa.egaa kyaa
Farooq Nazki
Ghazal
hasii.n hai shiisha-o-aahan kaa imtizaaj magar
tirii siyaasat-e-aahan-garii na jaa.egii