SEARCH RESULTS
Showing search results for "aab-e-haft-dariyaa"
Sher MATCHES FOR "aab-e-haft-dariyaa"
Sher
aaj dariyaa me.n ajab shor ajab halchal hai
kis kii kashtii ne qadam aab-e-ravaa.n par rakkhaa
Khurshid Talab
Sher
Nazeer Akbarabadi
Sher
Abhinandan Pandey
Sher
ek dariyaa paar kar ke aa gayaa huu.n us ke paas
ek sahraa ke sivaa ab darmiyaa.n ko.ii nahii.n
Hasan Naim
Sher
ahvaal dekh kar mirii chashm-e-pur-aab kaa
dariyaa se aaj TuuT gayaa dil habaab kaa
Joshish Azimabadi
Sher
jo tire KHitta-e-be-aab kii KHvaahish na banaa
kulbulaataa hai vo dariyaa kisii kohsaar me.n gum
Saeed Ahmad
Sher
isii qadar hai hayaat o ajal ke biich kaa farq
ye ek dhuup kaa dariyaa vo ik kinaara-e-shaam
Ain Tabish
Sher
dariyaa-e-sharaab us ne bahaayaa hai hamesha
saaqii se jo kashtii ke talabgaar hu.e hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Sher
Nazeer Akbarabadi
Sher
shahr ho dasht-e-tamannaa ho ki dariyaa kaa safar
terii tasviir ko siine se lagaa rakkhaa hai
Aziz-ur-Rahman Shaheed Fatehpuri
Sher
Allama Iqbal
Sher
paiGaam-e-lutf-e-KHaas sunaanaa basant kaa
dariyaa-e-faiz-e-aam bahaanaa basant kaa
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Sher
Iftikhar Aazmi
Sher
ishrat-e-qatra hai dariyaa me.n fanaa ho jaanaa
dard kaa had se guzarnaa hai davaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Sher
dariyaa-e-husn aur bhii do haath ba.Dh gayaa
a.ng.Daa.ii us ne nashshe me.n lii jab uThaa ke haath
Imam Bakhsh Nasikh
Sher
kah rahaa hai shor-e-dariyaa se samundar kaa sukuut
jis kaa jitnaa zarf hai utnaa hii vo KHaamosh hai
Natiq Lakhnavi
Sher
paar dariyaa-e-mohabbat se utarnaa hai muhaal
tum lagaa.oge kinaare to kinaare ho.nge