SEARCH RESULTS
Showing search results for "aab-e-haft-dariyaa"
Ghazal MATCHES FOR "aab-e-haft-dariyaa"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ai naala-e-rasaa ho zaraa aur bhii buland
hai paas duur ab falak-e-haft me.n nahii.n
Fazal Husain Sabir
Ghazal
ab arz-e-shash-jihat hai na dariyaa-e-haft-mauj
mismaar aa.nkh me.n 'adam-e-aasmaa.n hai 'zeb'
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
mai.n ne saraab-e-fahm ke sab raaz paa liye
ab laakh mujh pe uqda-e-haft-aasmaa.n na khol
Saleem Shahid
Ghazal
KHud-kushii thii yaa taqaazaa-e-numuu-e-shauq thaa
dil ke dariyaa aab-e-bahr-e-be-karaa.n tak aa ga.e
Syed Nawab Haider Naqvi Rahi
Ghazal
sar paTaktii hu.ii ik mauj ne dariyaa se kahaa
aab-e-aasuuda-e-dariyaa miraa ghar hai ki nahii.n
Syed Amin Ashraf
Ghazal
barsar-e-aab-e-ravaa.n maut kii KHaamoshii hai
raat dariyaa me.n ko.ii kachchaa gha.Daa Duub gayaa
Ali Sahil
Ghazal
'jaaved' nazd-e-aab-e-ravaa.n kah gayaa faqiir
dariyaa me.n jo gayaa vo guzarne me.n lag gayaa
Abdullah Javed
Ghazal
ye taKHayyul hai ki umDaa hu.aa dariyaa ko.ii
mauja-e-aab-e-ravaa.n hai ki Gazal kaaGaz par
Juned Azar
Ghazal
diidanii thaa mauj-e-dariyaa kaa nashaat be-panaah
jalva-e-aab-e-ravaa.n pahle kabhii dekhaa na thaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
tishna huu.n bahr-e-ulfat-e-abruu-e-yaar kaa
dariyaa-e-aab-e-KHanjar-e-qaatil se kyaa Garaz
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
aab-e-baaraa.n se gir na paa.e madad
KHaak pa.D jaa.e chashm-e-dariyaa me.n
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
bas ab ai zabt ziyaada mujhe mahjuub na kar
hai mirii aa.nkh kii taqdiir me.n dariyaa honaa
Fani Badayuni
Ghazal
tuu dekhne gayaa lab-e-dariyaa jo chaa.ndnii
istaada tujh ko dekh ke aab-e-ravaa.n hu.aa