SEARCH RESULTS
Showing search results for "aafaaq"
Sher MATCHES FOR "aafaaq"
Sher
daanista ham ne apne sabhii Gam chhupaa liye
puuchhaa kisii ne haal to bas muskuraa diye
Aafaque Siddiqui
Sher
le saa.ns bhii aahista ki naazuk hai bahut kaam
aafaaq kii is kaargah-e-shiishagarii kaa
Meer Taqi Meer
Sher
phir ko.ii vus.at-e-aafaaq pe saaya Daale
phir kisii aa.nkh ke nuqte me.n utaaraa jaa.uu.n
Adil Mansuri
Sher
maut aa jaa.e vabaa me.n ye alag baat magar
ham tire hijr me.n naaGa to nahii.n kar sakte
Sabir Aafaque
Sher
vo aag bujhii to hame.n mausam ne jhi.njho.Daa
varna yahii lagtaa thaa ki sardii nahii.n aa.ii
Khurram Afaq
Sher
aafaaq kii manzil se gayaa kaun salaamat
asbaab luTaa raah me.n yaa.n har safarii kaa
Meer Taqi Meer
Sher
sard ThiThurii hu.ii lipTii hu.ii sarsar kii tarah
zindagii mujh se milii pichhle december kii tarah
Mansoor Aafaque
Sher
Mansoor Aafaque
Sher
Sabir Aafaque
Sher
mujh ko lagtaa hai gha.Dii jis ne banaa.ii hogii
intizaar us ko bhii shiddat se kisii kaa hogaa
Sabir Aafaque
Sher
bahut hii KHushkii me.n guzrii hai is baras holii
gila hai tujh se ki giilaa nahii.n kiyaa mujh ko
Sabir Aafaque
Sher
anaa kaa sirf mohabbat ilaaj hai 'aafaaq'
tuu nok vaale musallas ko daa.ere me.n milaa
Sabir Aafaque
Sher
vasl ko maa.n ke taraste hai.n mire bachche bhii
kaifiyat hijr kii mujh par hii nahii.n taarii hai
Sabir Aafaque
Sher
vo tiraa uu.nchii havelii ke qafas me.n rahnaa
yaad aa.e to parindo.n ko rihaa kartaa huu.n
Mansoor Aafaque
Sher
shaa.irii me.n anfus-o-aafaaq mub.ham hai.n abhii
isti.aara hii haqiiqat me.n KHudaa saa KHvaab hai
Kavish Badri
Sher
bas ek raat se kaise thakan utartii hai
badan ko chaahiye aaraam kuchh ziyaada hii