SEARCH RESULTS
Showing search results for "aafaaq"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aafaaq"
Sher
daanista ham ne apne sabhii Gam chhupaa liye
puuchhaa kisii ne haal to bas muskuraa diye
Aafaque Siddiqui
Ghazal
aafaaq kii manzil se gayaa kaun salaamat
asbaab luTaa raah me.n yaa.n har safarii kaa
Meer Taqi Meer
Nazm
masjid-e-qurtuba
us kii zamii.n be-huduud us kaa ufuq be-saGuur
us ke samundar kii mauj dajla o danyuub o niil
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "aafaaq"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aafaaq"
Ghazal
zehn-e-insaanii idhar aafaaq kii vus.at udhar
ek manzar hai yahaa.n andar ki baahar dekhiye
Javed Akhtar
Ghazal
kaun utraa hai ye aafaaq kii pahnaa.ii me.n
aa.ina-KHaane kii hairat nahii.n dekhii jaatii
Parveen Shakir
Ghazal
mai.n ne to pukaaraa hai mohabbat ke ufaq se
raste me.n tire sa.ng-e-haram hai to mujhe kyaa
Qateel Shifai
Ghazal
vaqt ne aise ghumaa.e ufuq aafaaq ki bas
mehvar-e-gardish-e-saffaak se KHauf aataa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
kyaa zamii.n kyaa aasmaa.n kuchh bhii nahii.n
ham na ho.n to ye jahaa.n kuchh bhii nahii.n
Aafaque Siddiqui
Nazm
sham
jis ne aafaaq pe phailaayaa hai yuu.n sehr kaa daam
daaman-e-vaqt se paivast hai yuu.n daaman-e-shaam













