SEARCH RESULTS
Showing search results for "adaakaar"
Sher MATCHES FOR "adaakaar"
Sher
mai.n badalte hu.e haalaat me.n Dhal jaataa huu.n
dekhne vaale adaakaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Sher
ab to har ek adaakaar se Dar lagtaa hai
mujh ko dushman se nahii.n yaar se Dar lagtaa hai
Afzal Allahabadi
Sher
ek kirdaar nayaa roz jiyaa kartaa huu.n
mujh ko shaa.er na kaho ek adaakaar huu.n mai.n
Tripurari
Sher
jaise mai.n dosto.n se ha.ns ke gale miltaa huu.n
ko.ii ma.amuulii adaakaar nahii.n kar saktaa
Syed Zamin Abbas Kazmi
Sher
dil vaalo.n se sunte the kabhii qissa-e-duniyaa
ab dil kii kahaanii bhii sunaate hai.n adaakaar
Shahnawaz Farooqi
Sher
guzre hai.n mai-kade se jo tauba ke baa'd ham
kuchh duur aadatan bhii qadam Dagmagaa.e hai.n
Khumar Barabankavi
Sher
dosto.n se is qadar sadme uThaa.e jaan par
dil se dushman kii adaavat kaa gila jaataa rahaa
Haidar Ali Aatish
Sher
raat ko raat hii is baar kahaa hai ham ne
ham ne is baar bhii tauhiin-e-adaalat nahii.n kii
Saleem Kausar
Sher
Afzal Khan
Sher
Anwar Masood
Sher
aap hii kii hai adaalat aap hii munsif bhii hai.n
ye to kahiye aap ke aib-o-hunar dekhegaa kaun