SEARCH RESULTS
Showing search results for "adaakaar"
Ghazal MATCHES FOR "adaakaar"
Ghazal
mai.n badalte hu.e haalaat me.n Dhal jaataa huu.n
dekhne vaale adaakaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
har ta'alluq ko mohabbat se nibhaa letaa hai
dil hai yaa ko.ii adaakaar pa.Daa hai mujh me.n
Anjum Saleemi
Ghazal
ab to har ek adaakaar se Dar lagtaa hai
mujh ko dushman se nahii.n yaar se Dar lagtaa hai
Afzal Allahabadi
Ghazal
sab log kahaanii me.n hii masruuf rahe the
dar-asl adaakaar haqiiqat me.n mare the
Danish Naqwi
Ghazal
itnaa KHush ho ke ko.ii mujh se milaa kartaa thaa
dekhne vaale adaakaar samajhte ho.nge
Himanshi Babra
Ghazal
jab the kam-umr samajhdaar nahii.n hote the
un dino.n log adaakaar nahii.n hote the
Aarib Hasimi
Ghazal
maan letaa huu.n tujhe mujh se mohabbat hogii
par mohabbat me.n adaakaar badal jaataa hai
Ahmad Tariq
Ghazal
aabid umar
Ghazal
hamaare ishq se mar.uub is qadar bhii na ho
ye KHuu.n to ek adaakaar ne bahaayaa hai
Shariq Kaifi
Ghazal
mayyat ko mirii dekh ke bolaa vo sitamgar
uTh jaa.egaa phir se ye adaakaar ba.Daa hai
Mubarik Siddiqi
Ghazal
mere chup rahne pe patthar mujhe kahne vaale
mere rone pe adaakaar samajhte hai.n mujhe
Kuldeep Kumar
Ghazal
na.e na.e vo adaakaar jaante hii na the
ki parda girte hii sab bhuul jaayaa jaataa hai
Shariq Kaifi
Ghazal
vaqt pa.D jaa.e to jaa.n se bhii guzar jaa.e.nge
ham divaane hai.n mohabbat ke adaakaar nahii.n
Kamil Bahzadi
Ghazal
had hai ki tuu na merii aziyyat samajh sakaa
shaayad ko.ii balaa kaa adaakaar mujh me.n hai
Irfan Sattar
Ghazal
muskuraahaT me.n kabhii Gam ko chhupaa hii na sake
ya.anii naakaam adaakaar the ham bhii tum bhii