SEARCH RESULTS
Showing search results for "al ilm"
Sher MATCHES FOR "al ilm"
Sher
husain-ibn-e-alii karbalaa ko jaate hai.n
magar ye log abhii tak gharo.n ke andar hai.n
Shahryar
Sher
aa.nkh uThaa.o to hijaabaat kaa ik aalam hai
dil se dekho to ko.ii raah me.n haa.il bhii nahii.n
Javed Vashisht
Sher
jafaa o jaur-e-musalsal vafaa o zabt-e-alam
vo iKHtiyaar tumhe.n hai ye iKHtiyaar mujhe
Anwar Sabri
Sher
kahne ko faqat ibn-e-alii ibn-e-alii hai.n
dekho to kahii.n jazba-e-haidar nahii.n miltaa
Ahsan Gulfam
Sher
Allama Iqbal
Sher
ho gayaa ma.amuur aalam jab kiyaa darbaar-e-aam
taKHliya chaahaa to duniyaa saaf KHaalii ho ga.ii
Muneer Shikohabadi
Sher
said KHaa.if vo ho.n is said-gah-e-aalam me.n
apne saa.e ko samajhtaa huu.n ki sayyaad aayaa
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
paan khaane kii adaa ye hai to ik aalam ko
KHuu.n rulaa.egaa mirii jaa.n dahan-e-surkh tiraa