SEARCH RESULTS
Showing search results for "amritaa"
Sher MATCHES FOR "amritaa"
Sher
aasmaa.n itnii bulandii pe jo itraataa hai
bhuul jaataa hai zamii.n se hii nazar aataa hai
Waseem Barelvi
Sher
hu.aa hai shah kaa musaahib phire hai itraataa
vagarna shahr me.n 'Gaalib' kii aabruu kyaa hai
Mirza Ghalib
Sher
zindagii apnaa safar tai to karegii lekin
ham-safar aap jo hote to mazaa aur hii thaa
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
kuchh to ehsaas-e-mohabbat se hu.ii.n nam aa.nkhe.n
kuchh tirii yaad ke baadal bhii bhigo jaate hai.n
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
qaa.em hai ab bhii merii vafaa.o.n kaa silsila
ik silsila hai un kii jafaa.o.n kaa silsila
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
KHud-kushii karne me.n bhii naakaam rah jaate hai.n ham
kaun amrit ghol detaa hai hamaare zahr me.n
Anjum Ludhianvi
Sher
zindagii apnaa safar tai to karegii lekin
ham-safar aap jo hote to mazaa aur hii thaa
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
adhuurii vafaa.o.n se ummiid rakhnaa
hamaare bhii dil kii ajab saadgii hai
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
guzar hii jaa.e.nge tere firaaq ke mausam
har intizaar ke aage bhii hai.n maqaam ka.ii
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
ye aarzuu hai ki ab ko.ii aarzuu na rahe
kisii safar kisii manzil kii justujuu na rahe
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
ham ne hazaar faasle jii kar tamaam shab
ik muKHtasar sii raat ko muddat banaa diyaa
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
do kinaaro.n ko milaayaa thaa faqat lahro.n ne
ham agar us ke na the vo bhii hamaaraa kab thaa
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
barse.ngii aaj rahmate.n aamad hai yaar kii
naayaab hai.n ye gha.Diyaa.n tire intizaar kii
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
ham-safar vo jo ham-safar hii na thaa
aur phir kar lii.n duuriyaa.n mai.n ne