SEARCH RESULTS
Showing search results for "amritaa"
Ghazal MATCHES FOR "amritaa"
Ghazal
vo amritaa kii tarah mujh se ishq kartii thii
so apne aap ko 'saahir' bataa rahaa thaa mai.n
Mohsin Aftab Kelapuri
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
hu.aa hai shah kaa musaahib phire hai itraataa
vagarna shahr me.n 'Gaalib' kii aabruu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
allaah bachaa.e maraz-e-ishq se dil ko
sunte hai.n ki ye aariza achchhaa nahii.n hotaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
phir kaagaa bolaa ghar ke suune aa.ngan me.n
phir amrit ras kii buu.nd pa.Dii tum yaad aa.e
Nasir Kazmi
Ghazal
aa.nkho.n se mastii na labo.n se amrit Tapkegaa
shiisha-o-jaam sharaabo.n se KHaalii ho jaa.e.nge
Zeb Ghauri
Ghazal
na aap aas ba.ndhaate na ye sitam hotaa
hame.n to aap ne amrit pilaa ke maar diyaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
zindagii apnaa safar tai to karegii lekin
ham-safar aap jo hote to mazaa aur hii thaa
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
use sataa.e.n mohabbat ke lauTte mausam
kabhii bhii raas na aa.e america us ko
Kushal Dauneriya
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
shiddat-e-shauq se afsaane to ho jaate hai.n
phir na jaane vahii aashiq kahaa.n kho jaate hai.n
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
ai husn-e-roz afzuu.n umrat daraaz baad
dono.n jahaa.n se mujh ko begaana kar diyaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
'amrit' tumhe.n bhii duniyaa barii lagne lag ga.ii
ko.ii to is jahaa.n se tumhaaraa chalaa gayaa