SEARCH RESULTS
Showing search results for "andesha-haa-e-duur-daraaz"
Sher MATCHES FOR "andesha-haa-e-duur-daraaz"
Sher
Ijtiba Rizvi
Sher
aa.nkho.n ko tamanna hai KHaak-e-dar-e-jaanaa.n kii
KHaak-e-dar-e-har-kuucha iksiir nahii.n hotii
Aish Meeruthi
Sher
aa.nkho.n me.n damak uTThii hai tasviir-e-dar-o-baam
ye kaun gayaa mere baraabar se nikal kar
Sarvat Husain
Sher
kahtii hai ai 'riyaaz' daraazii ye riish kii
TaTTii kii aa.D me.n hai mazaa kuchh shikaar kaa
Riyaz Khairabadi
Sher
mahv yuu.n ho ga.e alfaaz-e-du.aa vaqt-e-du.aa
haath se zarf-e-talab chhuuT gayaa ho jaise
Salik Lakhnavi
Sher
ye saazisho.n kaa daur hai ai tishna-lab hayaat
paanii talaash karnaa samundar ko chho.D kar
Wafa Naqvi
Sher
hai du.aa yaad magar harf-e-du.aa yaad nahii.n
mere naGmaat ko andaaz-e-navaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Sher
shikast khaa chuke hai.n ham magar aziiz faateho
hamaare qad se kam na ho faraaz-e-daar dekhnaa
Muzaffar Hanfi
Sher
dast-e-du.aa ko kaasa-e-saa.il samajhte ho
tum dost ho to kyuu.n nahii.n mushkil samajhte ho
Saleem Kausar
Sher
qariib o duur se aatii hai aap kii aavaaz
kabhii bahut hai Gam-e-justujuu kabhii kam hai
Shahid Siddiqui
Sher
Ahmad Shahryar
Sher
apnii majbuurii ko ham diivaar-o-dar kahne lage
qaid kaa saamaa.n kiyaa aur us ko ghar kahne lage
Shabnam Rumani
Sher
jiinaa hai to jii le.nge bahar-taur divaane
kis baat kaa Gam hai rasan-o-daar ke hote
Zehra Nigaah
Sher
saaqii ke aane kii ye tamannaa hai bazm me.n
dast-e-subuu buland hai dast-e-du.aa ke saath