SEARCH RESULTS
Showing search results for "andesha-haa-e-duur-daraaz"
Ghazal MATCHES FOR "andesha-haa-e-duur-daraaz"
Ghazal
tire karam pe bhii andesha-haa-e-duur-o-daraaz
mile hai.n jaam-o-subuu vo bhii zahr se labrez
Iqbal Mahir
Ghazal
andesha-haa-e-roz-e-mukaafaat aur mai.n
is dil ke be-shumaar savaalaat aur mai.n
Shabnam Shakeel
Ghazal
andesha-haa-e-suud-o-ziyaa.n tak na aa sake
ham jis jagah the log vahaa.n tak na aa sake
Syed Muzaffar Ahmad Ziya
Ghazal
hayaat kyaa hai KHayaal o nazar kii majzuubii
KHudii kii maut hai andesha-haa-e-guunaa-guu.n
Allama Iqbal
Ghazal
Saqib Rampuri
Ghazal
ye qaid-o-said ke andesha-haa-e-be-jaa kyaa
chaman kii fikr karo aashiyaa.n kii baat karo
Abdul Majeed Salik
Ghazal
takmiil-e-shauq-e-diid agar ho ga.ii to kyaa
andesha-haa-e-suud-o-ziyaa.n aur bhii to hai.n
Dr. Ahmar Rifai
Ghazal
use andesha-haa-e-aabla-paa.ii 'sahar' kyo.n ho
vo jis ke naqsh-e-paa se anginat raste nikalte hai.n
Badiuzzaman Sahar
Ghazal
Yasir Iqbal
Ghazal
na puuchh husn ke andesha-haa-e-rusvaa.ii
zahe junuu.n ki jise yaad maslahat na mahal
Mani Nagpuri
Ghazal
mirii zabaa.n pe hai.n andesha-haa-e-naakaamii
samajh rahe hai.n vo dil me.n ki hiila-juu huu.n mai.n
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
zulf-e-daraaz qissa-e-Gam me.n ulajh na jaa.e
andeshaa-haa-e-ishq kahaa.n hai.n kahaa.n nahii.n
Baqar Mehdi
Ghazal
pa.Dii aisii zarb-e-gumaan raKHt-e-yaqiin par
ki mai.n raah-e-duur-daraaz me.n kahii.n rah gayaa
Juned Azar
Ghazal
manzil daraaz-o-duur hai aur ham me.n dam nahii.n
huu.n rail par savaar to daam-o-diram nahii.n