SEARCH RESULTS
Showing search results for "arvaah"
Sher MATCHES FOR "arvaah"
Sher
aaKHir to arsh par hai.n arvaah-e-shaa.iraa.n bhii
jaave.nge vaa.n to un kii garm anjuman kare.nge
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
avval to be-vafaa.o.n kii arvaah khii.nchtaa
maut-o-hayaat hotii agar iKHtiyaar me.n
Mahwar Sirsivi
Sher
bismillaah are-vaah mai.n qurbaan mai.n qurbaan
kyaa KHuub lagii hai kamand allaah tirii shaan