SEARCH RESULTS
Showing search results for "arvaah"
Ghazal MATCHES FOR "arvaah"
Ghazal
raftagaa.n kaa bhii KHayaal ai ahl-e-aalam kiijiye
aalam-e-arvaah se sohbat ko.ii dam kiijiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hastii kidhar hai aalam-e-arvaah hai kahaa.n
Gaflat-zada huu.n mujh ko kahii.n kii KHabar nahii.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
aa.e to aa.e aalam-e-arvaah se vahaa.n
dam bhar jahaa.n nahii.n hai bharosaa sabaat kaa
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
jis ghar me.n farishto.n kii ziyaa thii usii ghar me.n
arvaah-e-KHabiisa ke charaaGaa.n nazar aa.e
Rais Amrohvi
Ghazal
ham se guu.njaa hai adam-aabaad kaa dasht-e-sukuut
aalam-e-arvaah kaa pahlaa dhamaakaa ham bhii hai.n
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
ik qaabiz-e-arvaah ke hamraah mirii ruuh
paikar se jo niklii to baraabar se u.Dii hai
Syed Zahiruddin Zaheer
Ghazal
nahii.n hai pursish-e-ahvaal ke liye ko.ii
bas ek majma.a-e-arvaah-e-raftagaa.n hii to hai
Javed Akhtar Bedi
Ghazal
marte dam diidaar un kaa dekh luu.n vo aa.e hai.n
qaabiz-e-arvaah tham jaa ek dam ke vaaste
Wafa Lakhnavi
Ghazal
is qadar duur hu.e aalam-e-arvaah se ham
naam kyaa suurat-e-yaaraan-e-vatan bhuul ga.e
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
paaband-e-haq the ‘aalam-e-arvaah me.n sabhii
ab yaad bhii nahii.n hai ki 'ahd-e-vafaa hai kyaa
Nausha Asrar
Ghazal
yaqiin aayaa hai aaj alvaah-e-sa.ang pa.Dh kar
ki is nagar me.n bas ek naam-e-KHudaa rahegaa