SEARCH RESULTS
Showing search results for "ausaaf"
Sher MATCHES FOR "ausaaf"
Sher
sunte rahe hai.n aap ke ausaaf sab se ham
milne kaa aap se kabhii mauqa.a nahii.n milaa
Nooh Narvi
Sher
tirii taariif ho ai sahib-e-ausaaf kyaa mumkin
zabaano.n se dahaano.n se takallum se bayaano.n se
Kalb-e-husain Nadir
Sher
jab khule naqd ke ausaaf ba-faiz-e-naqdii
kuchh risaalo.n ke editor bhii taraf-daar hu.e
Hasan Naim
Sher
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
dil saaf ho kis tarah ki insaaf nahii.n hai
insaaf ho kis tarah ki dil saaf nahii.n hai
Mirza Salaamat Ali Dabeer
Sher
munsif ho agar tum to kab insaaf karoge
mujrim hai.n agar ham to sazaa kyuu.n nahii.n dete
Ahmad Faraz
Sher
Syed Sarosh Asif
Sher
mauquuf hai kyuu.n hashr pe insaaf hamaaraa
qissa jo yahaa.n kaa hai to phir tai bhii yahii.n ho
Mahboob Azmi
Sher
Sardar Asif
Sher
Mohammad Rafi Sauda
Sher
mai.n KHud ko dekhuu.n agar duusre kii aa.nkho.n se
mile.ngii KHaamiyaa.n apne hii shah-kaaro.n me.n
Sardar Asif
Sher
kaun detaa hai mohabbat ko parastish kaa maqaam
tum ye insaaf se socho to du.aa do ham ko
Ehsan Danish Kandhlvi
Sher
KHat ho ko.ii kitaab ho yaa dil kaa zaKHm ho
jo bhii hai mere paas nishaanii usii kii hai
Sardar Asif
Sher
hashr me.n insaaf hogaa bas yahii sunte raho
kuchh yahaa.n hotaa rahaa hai kuchh vahaa.n ho jaa.egaa
Agha Hashr Kashmiri
Sher
Hari Chand Akhtar
Sher
insaaf ke parde me.n ye kyaa zulm hai yaaro
dete ho sazaa aur KHataa aur hii kuchh hai