SEARCH RESULTS
Showing search results for "ausaaf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ausaaf"
Nazm
jawab-e-shikwa
bijliyaa.n jis me.n ho.n aasuuda vo KHirman tum ho
bech khaate hai.n jo aslaaf ke madfan tum ho
Allama Iqbal
Sher
sunte rahe hai.n aap ke ausaaf sab se ham
milne kaa aap se kabhii mauqa.a nahii.n milaa
Nooh Narvi
Nazm
bint-e-hawwa
mere ausaaf ginaane ko ye kaaGaz kam hai.n
sinf-e-naazuk huu.n magar ruuh mirii rustam hai
Hina Rizvi
Ghazal
suno tum apnii jo teG-e-nigaah ke ausaaf
jo tum ko sun.naa ho us shoKH-e-dil-sitaa.n se suno
Bahadur Shah Zafar
Nazm
kuchh baaten
ho chuke ausaaf parde ke bayaa.n
shaahid-e-baazaar kii baate.n kare.n
Sahir Ludhianvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ausaaf"
Ghazal
be-muravvat bevafaa naa-mehrbaa.n naa-aashnaa
jis ke ye ausaaf ko.ii us se ho kyaa aashnaa
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
tiin sau terah ke jaise shart hai.n ausaaf bhii
fat.h naa-mumkin hai KHaalii naara-e-takbiir par
Abdus Sattar Danish
Ghazal
Sardar Panchhi
Ghazal
‘mehvar’ banaa hu.aa hai tuu ahl-e-zabaan kaa
ausaaf kyaa karuu.n tire tahriir lakhna.uu
Mahwar Sirsivi
Sher
tirii taariif ho ai sahib-e-ausaaf kyaa mumkin
zabaano.n se dahaano.n se takallum se bayaano.n se