SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba.dh"
Sher MATCHES FOR "ba.dh"
Sher
ba.Dh ke tuufaan ko aaGosh me.n le le apnii
Duubne vaale tire haath se saahil to gayaa
Abdul Hamid Adam
Sher
farishte se ba.Dh kar hai insaan ban.naa
magar is me.n lagtii hai mehnat ziyaada
Altaf Hussain Hali
Sher
jhuuT vaale kahii.n se kahii.n ba.Dh ga.e
aur mai.n thaa ki sach boltaa rah gayaa
Waseem Barelvi
Sher
Ahmad Faraz
Sher
Haidar Ali Aatish
Sher
Shad Azimabadi
Sher
dariyaa-e-husn aur bhii do haath ba.Dh gayaa
a.ng.Daa.ii us ne nashshe me.n lii jab uThaa ke haath
Imam Bakhsh Nasikh
Sher
Hasrat Mohani
Sher
aaj kyaa lauTte lamhaat mayassar aa.e
yaad tum apnii inaayaat se ba.Dh kar aa.e
Rajinder Manchanda Bani
Sher
Bashir Badr
Sher
Ehteram Islam
Sher
Zareef Lakhnavi
Sher
Aziz Bano Darab Wafa
Sher
is tarah to aur bhii diivaangii ba.Dh jaa.egii
paagalo.n ko paagalo.n se duur rahnaa chaahiye