SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba.dh"
Ghazal MATCHES FOR "ba.dh"
Ghazal
sunaa hai raat se ba.Dh kar hai.n kaakule.n us kii
sunaa hai shaam ko saa.e guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
jhuuT vaale kahii.n se kahii.n ba.Dh ga.e
aur mai.n thaa ki sach boltaa rah gayaa
Waseem Barelvi
Ghazal
guftuguu achchhii lagii zauq-e-nazar achchhaa lagaa
muddato.n ke baad ko.ii ham-safar achchhaa lagaa
Ahmad Faraz
Ghazal
vo mujh se ba.Dh ke zabt kaa aadii thaa jii gayaa
varna har ek saa.ns qayaamat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
mahaaz-e-ishq se kab kaun bach ke niklaa hai
tuu bach gayaa hai to KHairaat kyuu.n nahii.n kartaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
ijz se aur ba.Dh ga.ii barhamii-e-mizaaj-e-dost
ab vo kare ilaaj-e-dost jis kii samajh me.n aa sake
Hafeez Jalandhari
Ghazal
kyaa log the ki jaan se ba.Dh kar 'aziiz the
ab dil se mahv naam bhii aksar ke ho ga.e
Ahmad Faraz
Ghazal
Saeed Rahi
Ghazal
ban ke KHushbuu kii udaasii rahiye dil ke baaG me.n
duur hote jaa.iye nazdiik aate jaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kuchh aur ba.Dh ga.e jo a.ndhere to kyaa hu.aa
maayuus to nahii.n hai.n tuluu-e-sahar se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ho jaa.egii jab tum se shanaasaa.ii zaraa aur
ba.Dh jaa.egii shaayad mirii tanhaa.ii zaraa aur