SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba.ii.n-hama"
Sher MATCHES FOR "ba.ii.n-hama"
Sher
baa-ii.n-hama darmaandagii insaa.n ke ye da.ave
kyaa zaat-e-shariif in ko banaayaa hai KHudaa ne
Ismail Merathi
Sher
faanuus ban ke jis kii hifaazat havaa kare
vo sham.a kyaa bujhe jise raushan KHudaa kare
Shaheer Machlishahri
Sher
Akhtar Hoshiyarpuri
Sher
ham ne siine se lagaayaa dil na apnaa ban sakaa
muskuraa kar tum ne dekhaa dil tumhaaraa ho gayaa
Jigar Moradabadi
Sher
maz.hab nahii.n sikhaataa aapas me.n bair rakhnaa
hindii hai.n ham vatan hai hindostaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Sher
bahut ba.iid na thaa mas.alo.n kaa hal honaa
anaa ke paa.nv se zanjiir ham haTaa na sake
Ahmad Ashfaq
Sher
KHvaab jaziira ban sakte the nahii.n bane
ham bhii qissa ban sakte the nahii.n bane
Daniyal Tareer
Sher
tujh bin aur ham ko suujhtaa hii nahii.n
aur tuu ham ko buujhtaa hii nahii.n