SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba.ii.n-hama"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ba.ii.n-hama"
Sher
baa-ii.n-hama darmaandagii insaa.n ke ye da.ave
kyaa zaat-e-shariif in ko banaayaa hai KHudaa ne
Ismail Merathi
Ghazal
Zahoor Minhas
MORE MATCHES FOR "ba.ii.n-hama"
Ghazal
ma.aquul sahii vajd kaa hiila magar ai shaiKH
achchhaa nahii.n baa-ii.n-hama-tamkiin-o-hayaa raqs
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
vahii nazar hai nazar jo ba.ii.n-hama pastii
sitaara-giir rahii kahkashaa.n shikaar rahii
Akhtar Shirani
Ghazal
garche hai kis kis buraa.ii se vale baa.ii.n-hama
zikr meraa mujh se behtar hai ki us mahfil me.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ham aa ke apne gharo.n me.n sukuu.n se baiTh ga.e
ba.ii.n-hama ko.ii KHatra abhii Talaa bhii nahii.n
Akhlaque Bandvi
Ghazal
vo be-ruKHii ki taGaaful kii intihaa kahiye
ba-ii.n-hama use kis dil se be-vafaa kahiye
Suroor Barabankvi
Ghazal
baa-ii.n-hama darmaandagii insaa.n ke ye da.ave
kyaa zaat-e-shariif in ko banaayaa hai KHudaa ne
Ismail Merathi
Nazm
gandhi
aazaad ho ke bhii na ko.ii yuu.n Gulaam ho
baa-ii.n-hama du.aa hai vatan shaad-kaam ho