SEARCH RESULTS
Showing search results for "baazaar-o-daftar"
Sher MATCHES FOR "baazaar-o-daftar"
Sher
jins-e-vafaa kaa dahr me.n baazaar gir gayaa
jab ishq faiz-e-husn kaa haamil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Sher
vahshat-e-dil ke KHariidaar bhii naapaid hu.e
kaun ab ishq ke baazaar me.n kholegaa dukaa.n
Ibn-e-Insha
Sher
baazaar-e-aarzuu me.n kaTii jaa rahii hai umr
ham ko KHariid le vo KHariidaar chaahiye
Azeem Haider Syed
Sher
unhii.n ke faiz se baazaar-e-aql raushan hai
jo gaah gaah junuu.n iKHtiyaar karte rahe
Faiz Ahmad Faiz
Sher
qulqul-e-miinaa sadaa naaquus kii shor-e-azaa.n
ThanDe ThanDe diidanii hai garmii-e-baazaar-e-sub.h
Riyaz Khairabadi
Sher
sachchaa.ii kii KHushbuu kii ramaq tak na thii un me.n
vo log jo baazaar-e-hunar khole hu.e the
Anjum Tarazi
Sher
kuchh kamaayaa nahii.n baazaar-e-KHabar me.n rah kar
band dukkaan kare.n be-KHabarii pesha kare.n
Moin Najmi
Sher
Abbas Dana
Sher
phir is ke baa'd ye baazaar-e-dil nahii.n lagnaa
KHariid liijiye saahib Gulaam aaKHirii hai
Abbas Tabish
Sher
dard biktaa nahii.n baazaar-e-jahaa.n me.n varna
jaan tak bech ke letaa mai.n tire dil ke liye
Jaleel Manikpuri
Sher
ajab chalan hai ye baazaar-e-ishq kaa ki yahaa.n
chavannii chaltii hai ruupye me.n husn vaalo.n kii
Deepak Purohit
Sher
ajab chalan hai ye baazaar-e-ishq kaa ki yahaa.n
chavannii chaltii hai ruupe me.n husn vaalo.n kii
Deepak Purohit
Sher
Afzal Khan
Sher
mai.n nii.nd kyaa tire baazaar-e-shab me.n le aaya
phir is ke baad to KHvaabo.n kaa bhaav aur ba.Dhaa
Aziz Nabeel
Sher
baazaar-e-lafz me.n liye kaasa KHayaal kaa
phirte hai.n ham saKHaavat-e-maa’nii ke shauq me.n
Riasath Ali Asrar
Sher
Tariq Naeem
Sher
baazaar-e-bosa tez se hai tez-tar 'zafar'
ummiid to nahii.n ki ye mah.ngaa.ii KHatm ho
Zafar Iqbal
Sher
chhuuTtaa hai ek to pha.nste hai.n aa kar is me.n do
aaj-kal hai garm-tar kyaa KHuub baazaar-e-qafas