SEARCH RESULTS
Showing search results for "baazaar-o-daftar"
Ghazal MATCHES FOR "baazaar-o-daftar"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
kyaa ko.ii dil kaa KHariidaar idhar aa niklaa
is qadar garmii-e-baazaar kahaa.n se aa.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
jins-e-vafaa kaa dahr me.n baazaar gir gayaa
jab ishq faiz-e-husn kaa haamil nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
yahaa.n vahaa.n sar-e-baazaar KHuu.n bahaa meraa
ajiib hai ki chukaanaa hai KHuu.n-bahaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
hai aur hii tariiqa-e-baazaar aaj-kal
jins-e-nafiis ke hai.n KHariidaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
'qudsii' to akelaa nahii.n maidaan-e-suKHan me.n
har kuucha-o-baazaar me.n fan-kaar bahut hai.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
gaa.nv ke zarre zarre me.n hai shor-o-Gul magar
baazaar chup hai aur nagar bolte nahii.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
dil kii jo baat thii vo rahii dil me.n ai 'suruur'
khole hai.n garche shauq ke daftar kabhii kabhii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
adaa-faroshii-e-baazaar-e-tuur aur huzuur
KHabar yahii to hai mash.huur mo'atabar na sahii
Ijtiba Rizvi
Ghazal
ho gayaa hai sard ab baazaar-e-saudaa-e-junuu.n
mil ga.ii qismat ko ik Gaflat-shi.aarii zindagii
Allah Di Shararat
Ghazal
baazaar-e-sa.ng-o-KHisht me.n sau naazukii ke saath
apnii hayaat kaa.nch kii gu.Diyaa lage mujhe
Shamshad Shahar
Ghazal
baazaar-e-hast-o-buud me.n shiishagarii mirii
koh-e-junuu.n bhii sar pe mujhe laad aavegaa
Ali Yasir
Ghazal
taajiraan-e-suKHan-o-sher pe kyaa tanz kare.n
KHitta-e-raunaq-e-baazaar-e-Gazal ham bhii hai.n
Wasif Farooqi
Ghazal
kyaa garm hai baazaar-e-KHariidaarii-e-bulbul
gulzaar me.n kaa.nTaa zar-e-gul tol rahaa hai