SEARCH RESULTS
Showing search results for "bachcha"
Sher MATCHES FOR "bachcha"
Sher
tire KHayaal ke haatho.n kuchh aisaa bikhraa huu.n
ki jaise bachcha kitaabe.n idhar udhar kar de
Waseem Barelvi
Sher
Waseem Barelvi
Sher
Sibt Ali Saba
Sher
tum maa.ng rahe ho mire dil se mirii KHvaahish
bachcha to kabhii apne khilaune nahii.n detaa
Abbas Tabish
Sher
saamne maa.n ke jo hotaa huu.n to allaah allaah
mujh ko mahsuus ye hotaa hai ki bachcha huu.n abhii
Mahfuzur Rahman Adil
Sher
Syed Sarosh Asif
Sher
Iqbal Ashhar
Sher
Rajesh Reddy
Sher
Mahshar Badayuni
Sher
Bashir Badr
Sher
Ghulam Mohammad Qasir
Sher
Ghulam Mohammad Qasir
Sher
apnii Gurbat kii kahaanii ham sunaa.e.n kis tarah
raat phir bachcha hamaaraa rote rote so gayaa
Ibrat Machlishahri
Sher
ek bachcha zehn se paisa kamaane kii machine
duusraa kamzor thaa so yarGamaalii ho gayaa
Ahmad Shanas
Sher
use khilauno.n se ba.Dh kar hai fikr roTii kii
hamaare daur kaa bachcha janam se buu.Dhaa hai