SEARCH RESULTS
Showing search results for "bachcha"
Nazm MATCHES FOR "bachcha"
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
kyaa vo bhii ganda bachcha hai
yaa us ke abbuu bhaa.ii nahii.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
suna hai
to mainaa apne bachche chho.D kar
kavve ke anDo.n ko paro.n se thaam letii hai
Zehra Nigaah
Nazm
baiTha hai mere samne wo
jaise mele me.n ko.ii bachcha
apnii maa.n se bichha.D gayaa hai
Fahmida Riaz
Nazm
hamesha der kar deta hun
kisii ko maut se pahle kisii Gam se bachaanaa ho
haqiiqat aur thii kuchh us ko jaa ke ye bataanaa ho
Muneer Niyazi
Nazm
tu nahin jaanti
jahaa.n ek maa'suum bachcha parinde paka.Dne ke saare hunar jaantaa thaa
mujh ko maa'luum thaa
Tahzeeb Hafi
Nazm
hinDola
isii zamiin se uThii hai.n an-ginat nasle.n
pale hai.n hind hi.nDole me.n an-ginat bachche
Firaq Gorakhpuri
Nazm
niwala
kokh se maa.n kii jab se niklaa hai
bachcha kholii ke kaale dil me.n hai
Ali Sardar Jafri
Nazm
chand ka qarz
sajdo.n se sar uThaa lo
maut merii god me.n ek bachcha chho.D ga.ii hai
Sara Shagufta
Nazm
munajat-e-bewa
tujh se nahii.n to kis se kahuu.n mai.n
maa.n hii sadaa bachche ko maare
Altaf Hussain Hali
Nazm
ek barhaman ne kaha hai ki ye sal achchha hai
bhuuk ke maare ko.ii bachcha nahii.n ro.egaa
chain kii nii.nd har ek shaKHs yahaa.n so.egaa
Sabir Dutt
Nazm
ek bachcha chhoTa sa bachcha
ik bachcha chhoTaa saa bachcha
ek haath me.n us ke taKHtii thii