SEARCH RESULTS
Showing search results for "baguulo.n"
Sher MATCHES FOR "baguulo.n"
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
vatan se kyaa ki havaa-e-vatan se hai.n bezaar
lipaT rahe jo baguulo.n se dasht-e-Gurbat ke
Yagana Changezi
Sher
mai.n isii miTTii se uTThaa thaa baguule kii tarah
aur phir ik din isii miTTii me.n miTTii mil ga.ii
Munawwar Rana
Sher
Wali Uzlat
Sher
Akbar Allahabadi
Sher
qais samjhaa mirii lailaa kii savaarii aa.ii
duur se jab ko.ii sahraa me.n baguulaa uTThaa
Rind Lakhnavi
Sher
baguula ban ke samundar me.n KHaak u.Daanaa thaa
ki lahr lahr mujhe tund-KHuu bhii honaa thaa
Iqbal Sajid
Sher
mai.n tire shahr se guzraa huu.n baguule kii tarah
apnii duniyaa me.n magan apne KHayaalaat me.n gum
Arshad Mahmood Nashad
Sher
Shah Naseer
Sher
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Sher
khulaa ye dil pe ki taamiir-e-baam-o-dar hai fareb
baguule qaalib-e-diivaar-o-dar me.n hote hai.n
Aziz Hamid Madni
Sher
bajaa.e gul mujhe tohfa diyaa babuulo.n kaa
mai.n munharif to nahii.n thaa tire usuulo.n kaa
Kabir Ajmal
Sher
lapkaa hai baguula saa abhii un kii taraf ko
shaayad kisii majbuur kii aaho.n kaa dhu.aa.n thaa