SEARCH RESULTS
Showing search results for "bai.at"
Sher MATCHES FOR "bai.at"
Sher
Ibn e Insha
Sher
tamaam shahr ko taariikiyo.n se shikva hai
magar charaaG kii bai.at se KHauf aataa hai
Aziz Nabeel
Sher
ab bhii tauhiin-e-itaa.at nahii.n hogii ham se
dil nahii.n hogaa to bai.at nahii.n hogii ham se
Iftikhar Arif
Sher
mujh ko kisii yaziid kii bai.at nahii.n qubuul
neze ye rakkho aa.o miraa sar bhii le chalo
Abdullateef Shauq
Sher
haalaat-e-KHuu.n-aashaam se Gaafil nahii.n lekin
ai zulm tire haath pe bai.at nahii.n karte
Raunaq Naeem
Sher
vo ri.nd huu.n ki mujhe hathka.Dii se bai.at hai
milaa hai gesuu-e-jaanaa.n se silsila dil kaa
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
ai dil tujhe karnii hai agar ishq se bai.at
zinhaar kabhuu chho.Diyo mat silsila-e-dard
Waliullah Muhib
Sher
phir masaa.il ke yaziid aa.e hai.n bai'at lene
garm phir ma.arka-e-karb-o-balaa hai mujh me.n
Mehboob Rahi
Sher
jab bhii a.D jaate hai.n har haal me.n bai.at pe yaziid
phir kafan o.Dh ke inkaar nikal aate hai.n
Muntazir Qaimi
Sher
Mohammad Ahmad Ramz
Sher
phir shaah ne bai'at hii talab kii nahii.n varna
jo ran me.n hu.aa thaa vahii darbaar me.n hotaa
Saleem Siddiqui
Sher
ye kaisaa ma.arka hai dard kii tanaabo.n se
ye kis ke haath pe aaKHir havaa ne bai'at kii
Moid Rasheedi
Sher
sham.a-ruu.o.n kii mohabbat kaa jo dam bharte hai.n
ek muddat vo abhii bai.at-e-parvaana kare.n
Dattatriya Kaifi
Sher
agar zamiir hai taabuut-e-be-hisii me.n band
yaziid-e-shahr se bai'at me.n phir qabaahat kyaa
Akhlaq Ahmad Ahan
Sher
gilaa bhii tujh se bahut hai magar mohabbat bhii
vo baat apnii jagah hai ye baat apnii jagah