SEARCH RESULTS
Showing search results for "bai.at"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bai.at"
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
ne gul ko hai sabaat na ham ko hai e'tibaar
kis baat par chaman havas-e-ra.ng-o-buu kare.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
jis ke saa.e me.n tujhe pahle pahal dekhaa thaa
mai.n isii pe.D ke niiche tirii bai'at karuu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
mujhe tuufaan-e-havaadis se Daraane vaalo
haadso.n ne to mire haath pe bai.at kii hai
Rahat Indori
Ghazal
tum se kabhii jo bol na paayaa mai.n ek baat
ban kar KHalish vo aaj bhii mere jigar me.n hai
Jahangeer nayab
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bai.at"
Ghazal
ab bhii tauhiin-e-itaa.at nahii.n hogii ham se
dil nahii.n hogaa to bai.at nahii.n hogii ham se
Iftikhar Arif
Ghazal
isii ne mujh se kahaa bai'at-e-yaziid na kar
isii ne mujh se kahaa maslak-e-husain pe chal
Ahmad Faraz
Ghazal
aap ke KHauf se kuchh haath ba.Dhe hai.n lekin
dast-e-majbuur kii sahmii hu.ii bai.at kaisii
Aziz Nabeel
Ghazal
bai.at ko aa.e jis ko ho tahqiiq kaa KHayaal
kaun-o-makaa.n ke raaz ko paa.e hu.e hai.n ham
Josh Malihabadi
Ghazal
mai.n ek silsila-e-aatishii.n me.n bai.at thaa
so KHaak ho gayaa naam-o-nishaa.n ke hote hu.e
Iftikhar Arif
Ghazal
ham bhii us silsila-e-ishq me.n bai.at hai.n jise
hijr ne dukh na diyaa vasl ne raahat nahii.n dii





