SEARCH RESULTS
Showing search results for "bardashta"
Sher MATCHES FOR "bardashta"
Sher
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Sher
tuu bhii ai shaKHs kahaa.n tak mujhe bardaasht kare
baar baar ek hii chehra nahii.n dekhaa jaataa
Abbas Tabish
Sher
shikaayat aur to kuchh bhii nahii.n in aa.nkho.n se
zaraa sii baat pe paanii bahut barastaa hai
Manmohan Talkh
Sher
zindagii bhar mai.n khulii chhat pe kha.Dii bhiigaa kii
sirf ik lamha barastaa rahaa saavan ban ke
Aziz Bano Darab Wafa
Sher
ai 'rasaa' jaisaa hai bargashta zamaana ham se
aisaa bargashta kisii kaa na muqaddar hogaa
Bhartendu Harishchandra
Sher
bardaasht dard-e-ishq kii dushvaar ho ga.ii
ab zindagii bhii jaan kaa aazaar ho ga.ii
Tajwar Najibabadi
Sher
Anjum Tarazi
Sher
islaam se bargashta na hote ba-KHudaa ham
gar ishq-e-butaa.n tab.a ke marGuub na hotaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
abr me.n baada-parasto.n kaa jo hotaa hai hujuum
mohtasib aa ke barastaa hai ghaTaa se pahle
Jaleel Manikpuri
Sher
aap aate hai.n to aa jaa.e.n magar ye shart hai
mujh se bargashta na ho jaa.e.n mirii tanhaa.iyaa.n
Jalee Amrohvi
Sher
javaan ghar me.n bu.Dhaape ko kyo.n karuu.n bardaasht
Thikaanaa apnaa kahii.n aur baap maa.n kar le.n