SEARCH RESULTS
Showing search results for "bardashta"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bardashta"
Ghazal
muzhda ai ganj-e-shahiidaa.n tere bhii din phir ga.e
aaj dil-bardashta duniyaa se 'jauhar' ho gayaa
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Nazm
KHush-KHurak
ho ga.e jab chaa.e kii lazzat se dil-bardashta
khaa liye aadhaa kilo anguur ba.ad-az-naashta
Khalid Irfan
Mazahiya
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Ghazal
ho ke dil-bardashta rishte to.D na sab
kuchh to jazbe dil kii bhii duukaan me.n rakh
Zaheer Abbas Saer
Nazm
payam
inaa.n-bardashta nikle
ishaare garm josh-e-aarzuu aa.e.nge esir par
Tasadduq Husain Khalid
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bardashta"
Ghazal
aayaa to dil-e-vahshii dar-band-e-niyaaz aayaa
bargashta muqaddar thaa sar-gashta-e-naaz aayaa
Natiq Gulavthi
Ghazal
ab ye haalat hai ki dushman bhii du.aa dete hai.n
dast-bardaashta mere liye jallaad hai.n sab
Naseem Dehlvi
Ghazal
jaur-e-ayyaam se bardashta-KHaatir na hu.aa
is yaqii.n par ki rag-e-jaa.n se qarii.n hai ko.ii
Talib Jaipuri
Ghazal
ham hai.n dil-bardashta ham hai.n udaas
zaal-e-duniyaa naaz kyaa dikhlaa.e hai
Mohan Singh Deewana
Ghazal
ho ke dil-bardashta uTThe hai.n bazm-e-aam se
ab chale aa.e.nge ai qaasid vo mere naam se
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
dekhnaa mujh ko jo bargashta to sau sau naaz se
jab manaa lenaa to phir KHud ruuTh jaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
na puuchh aalam-e-bargashta-taala.ii 'aatish'
barastii aag jo baaraa.n kii aarzuu karte