SEARCH RESULTS
Showing search results for "bartano.n"
Sher MATCHES FOR "bartano.n"
Sher
ai Gam-e-duniyaa tujhe kyaa ilm tere vaaste
kin bahaano.n se tabii.at raah par laa.ii ga.ii
Sahir Ludhianvi
Sher
ubalte vaqt paanii sochtaa hogaa zaruur
agar bartan na hotaa to bataataa aag ko
Ashwani Mittal 'Aish'
Sher
chhalak rahii hai udaasii badan ke bartan se
ye bhar gayaa hai mujhe duusraa diyaa jaa.e
Asim Qamar
Sher
Shakeel Badayuni
Sher
tirii taariif ho ai sahib-e-ausaaf kyaa mumkin
zabaano.n se dahaano.n se takallum se bayaano.n se
Kalb-e-husain Nadir
Sher
Salim Saleem
Sher
Majid-ul-Baqri
Sher
na.e kap.De na.e juute na.e bartan KHariidegaa
vo apne saare meDal bech kar raashan KHariidegaa
Mahmood Ahmad Hashmi
Sher
ko.ii shahnaa.ii se kah do zaraa KHaamosh rahe
shor achchhaa nahii.n lagtaa mujhe baaraato.n kaa