SEARCH RESULTS
Showing search results for "basegii"
Sher MATCHES FOR "basegii"
Sher
kuu-e-qaatil me.n basegii na.ii duniyaa ik aur
rose hotaa hai nayaa shahr-e-KHamoshaa.n aabaad
Hatim Ali Mehr
Sher
sau chaa.nd bhii chamke.nge to kyaa baat banegii
tum aa.e to is raat kii auqaat banegii
Jan Nisar Akhtar
Sher
ham to samjhe the ki barsaat me.n barsegii sharaab
aa.ii barsaat to barsaat ne dil to.D diyaa
Sudarshan Faakir
Sher
na hogaa raa.egaa.n KHuun-e-shahiidaan-e-vatan hargiz
yahii surKHii banegii ek din unvaan-e-aazaadii
Nazish Partap Gadhi
Sher
auro.n kii aag kyaa tujhe kundan banaa.egii
apnii bhii aag me.n kabhii chup-chaap jal ke dekh
Abida Karamat
Sher
ab khul ke kaho baat to kuchh baat banegii
ye daur-e-ishaaraat-o-kinaayaat nahii.n hai
Hafeez Merathi
Sher
Noshi Gilani
Sher
barse.ngii aaj rahmate.n aamad hai yaar kii
naayaab hai.n ye gha.Diyaa.n tire intizaar kii
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
marne ke baa'd KHud hii bikhar jaa.uu.ngaa kahii.n
ab qabr kyaa banegii agar ghar nahii.n banaa
Bedil Haidri
Sher
us mo.D pe rishta hai hamaaraa ki agar ham
baiThe.nge kabhii saath to tanhaa.ii banegii
Zia Zameer
Sher
ko.ii bharosa nahii.n abr ke barasne kaa
ba.Dhegii pyaas kii shiddat na aasmaa.n dekho
Ibrahim Ashk
Sher
Kaleem Aajiz
Sher
bastii me.n Gariibo.n kii jahaa.n aag lagii thii
sunte hai.n vahaa.n ek nayaa shahr basegaa
Kaifi Wijdani
Sher
mohabbat aur 'maa.il' jald-baazii kyaa qayaamat hai
sukuun-e-dil banegaa iztiraab aahista aahista