SEARCH RESULTS
Showing search results for "basegii"
Nazm MATCHES FOR "basegii"
Nazm
bus-satand par
zaruur ik roz badlegaa nizaam-e-qismat-e-aadam
basegii ik na.ii duniyaa sajegaa ik nayaa aalam
Majeed Amjad
Nazm
do ishq
is kunj se phuuTegii kiran rang-e-hinaa kii
is dar se bahegaa tirii raftaar kaa siimaab
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lauh-o-qalam
haa.n talKHii-e-ayyaam abhii aur ba.Dhegii
haa.n ahl-e-sitam mashq-e-sitam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tu hindu banega na musalman banega
tuu hinduu banegaa na musalmaan banegaa
insaan kii aulaad hai insaan banegaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
14-August
na chaate.ngii hamaaraa KHuu.n mashiine.n
bane.ngii rashk-e-jannat ye zamiine.n
Habib Jalib
Nazm
nai tahzib
aqaa.ed par qayaamat aa.egii tarmiim-e-millat se
nayaa ka.aba banegaa maGribii putle sanam ho.nge
Akbar Allahabadi
Nazm
ramayan ka ek scene
apnii nigaah hai karam-e-kaarsaaz par
sahraa chaman banegaa vo hai mehrbaa.n agar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
tin aawazen
fasl-e-gul aa.egii namruud ke a.ngaar liye
ab na barsaat me.n barsegii guhar kii barkhaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
munajat-e-bewa
ghar na basegaa jin kaa janam bhar
un bichh.Do.n kaa kyaa hai Thikaanaa?