SEARCH RESULTS
Showing search results for "bataa.o"
Sher MATCHES FOR "bataa.o"
Sher
Allama Iqbal
Sher
bataa.o tum se kahaa.n raabta kiyaa jaa.e
kabhii jo tum se zaruurat ho baat karne kii
Ajmal Siraj
Sher
dastuur hai duniyaa kaa magar ye to bataa.o
ham kis se mile.n kis se kahe.n iid mubaarak
Unknown
Sher
bataa.o aise mariizo.n kaa hai ilaaj ko.ii
ki jin se haal bhii apnaa bayaa.n nahii.n hotaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Sher
ko.ii ma.aal-e-mohabbat mujhe bataa.o nahii.n
mai.n KHvaab dekh rahaa huu.n mujhe jagaa.o nahii.n
Akhtar Ansari
Sher
kahte ho sab ki tujh se KHafaa ho gayaa hai yaar
ye bhii ko.ii bataa.o ki kis baat par hu.aa
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Sher
bataa.o kaun sii suurat hai un se milne kii
na us taraf unhe.n fursat na ham idhar KHaalii
Unknown
Sher
Sarfaraz Khalid
Sher
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Sher
bajaa hai zindagii se ham bahut rahe naaraaz
magar bataa.o KHafaa tum se bhii kabhuu hu.e hai.n
Zafar Ajmi
Sher
baa.is-e-tark-e-mulaaqaat bataa.o to sahii
chaahne vaalaa ko.ii ham saa dikhaa.o to sahii
Mirza Asman Jah Anjum
Sher
Habeeb Moosavi
Sher
bahtii nahii.n hai mard kii aa.ankho.n se juu-e-ashk
lekin hame.n bataa.o ki ham kis liye ha.nse.n
Owais Ahmad Dauran
Sher
ye na dekho ki mire zaKHm bahut kaarii hai.n
ye bataa.o ki miraa dushman-e-jaa.n kaisaa hai
Ahmad Sagheer Siddiqui
Sher
tumhaare milne kii har aas aaj TuuT ga.ii
tumhii.n bataa.o ki ab kis tarah jiyaa jaa.e