SEARCH RESULTS
Showing search results for "bataa.o"
Ghazal MATCHES FOR "bataa.o"
Ghazal
na sho.ale me.n ye karishma na barq me.n ye adaa
ko.ii bataa.o ki vo shoKH-e-tund-KHuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
diivaana puuchhtaa hai ye lahro.n se baar baar
kuchh bastiyaa.n yahaa.n thii.n bataa.o kidhar ga.ii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
us kii kuchh KHair-KHabar ho to bataa.o yaaro
ham kisii aur dilaase me.n nahii.n aa.e.nge
Khalid Nadeem Shaani
Ghazal
bataa.o us mizha ko dekh kar ki mujh ko qaraar
vo niish ho rag-e-jaa.n me.n faro to kyuu.nkar ho
Mirza Ghalib
Ghazal
yahaa.n se jaane kii jaldii kis ko hai tum bataa.o
ki suitcaso.n me.n kap.De kis ne rakhe hu.e hai.n
Ziya Mazkoor
Ghazal
panaah Dhuu.nD rahii hai shab-e-girafta-dilaa.n
ko.ii bataa.o mire ghar kaa raasta us ko
Naseer Turabi
Ghazal
Syed Shakeel Desnavi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
taarii ho mujh pe kaun sii haalat mujhe bataa.o
meraa hisaab-e-naf-o-zarar kis ke paas hai
Jaun Eliya
Ghazal
bataa.o daam guruu chaahiye tumhe.n ab kyaa
parindagaan-e-havaa KHaak par utar aa.e
Jaun Eliya
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jo kashtiyo.n ko Dubotaa hai laa ke saahil par
tumhii bataa.o use naaKHudaa kahuu.n kaise
Nawaz Deobandi
Ghazal
bataa.o to sahii ai jaan-e-jaa.n kaisaa lagegaa
sitaaro.n se bharaa ye aasmaa.n kaisaa lagegaa
Iftikhar Arif
Ghazal
kaTe to shab kahe.n kaaTe to saa.np kahlaave
ko.ii bataa.o ki vo zulf-e-KHam-ba-KHam kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
tum pe kyaa biit ga.ii kuchh to bataa.o yaaro
mai.n ko.ii Gair nahii.n huu.n ki chhupaa.o yaaro