SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-shumaar"
Sher MATCHES FOR "be-shumaar"
Sher
maanaa nazar ke saamne hai be-shumaar dhu.nd
hai dekhnaa ki dhu.nd ke is paar kaun hai
Amjad Islam Amjad
Sher
ai rahmat-e-tamaam karam jab hai.n be-shumaar
naa-haq mire gunaaho.n kaa phir kyuu.n hisaab ho
Unknown
Sher
falak se ghuurtii hai.n mujh ko be-shumaar aa.nkhe.n
na chain aataa hai jii ko na raat Dhaltii hai
Shahzad Ahmad
Sher
Haneef Akhgar
Sher
ik daaG-e-dil ne mujh ko diye be-shumaar daaG
paidaa hu.e hazaar charaaG is charaaG se
Natiq Lakhnavi
Sher
husn-e-amal me.n barkate.n hotii hai.n be-shumaar
patthar bhii to.Diye to saliiqe se to.Diye
Ghulam Murtaza Rahi
Sher
be-shak asiir-e-gesuu-e-jaanaa.n hai.n be-shumaar
hai ko.ii ishq me.n bhii giraftaar dekhnaa
Haneef Akhgar
Sher
Salik Lakhnavi
Sher
diivaar kis taraf se ba.Dhe kuchh KHabar nahii.n
hai be-shumaar shahro.n me.n jangal ghiraa hu.aa
Shahzad Ahmad
Sher
shagufta phuul jo dekhe to 'shauq' yaad aayaa
diye the daaG bhii gulshan ne be-shumaar mujhe
Shauq Asar Rampuri
Sher
Iqbal Kausar
Sher
mo.ajiza hazrat-e-iisaa kaa thaa be-shubah durust
ki mai.n duniyaa se gayaa uTh jo kahaa qum mujh ko
Dattatriya Kaifi
Sher
be-libaasii mirii tauqiir kaa baa.is Thahrii
bol-baalaa hai bahut shahar me.n uryaanii kaa