SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-shumaar"
Ghazal MATCHES FOR "be-shumaar"
Ghazal
kyuu.n be-kaar us shaKHs kaa rasta dekhte ho
vo to 'shumaar' is shaam nahii.n aane vaalaa
Akhtar Shumar
Ghazal
duniyaa se be-shumaar musalmaa.n guzar ga.e
husn-e-azal pe shashdar-o-hairaa.n guzar ga.e
Urooj Qadri
Ghazal
Imran Badayuni
Ghazal
ham ne to be-shumaar bahaane banaa.e hai.n
kahtaa hai dil ki but bhii KHudaa ne banaa.e hai.n
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
gintii me.n be-shumaar the kam kar diye ga.e
ham saath ke qabiilo.n me.n zam kar diye ga.e
Alamtaab Tishna
Ghazal
har ek pal mujhe dukh dard be-shumaar mile
KHudaa kabhii to mere dil ko bhii qaraar mile
Anis Abr
Ghazal
vaise to be-shumaar hai.n qaamat-kashiida log
gintii hu.ii to rah ga.e bas chiida chiida log
Yaqoob Parwaz
Ghazal
diye hai.n zaKHm zamaane ne be-shumaar mujhe
zahe-nasiib milaa dil bhii daaG-daar mujhe
Shaikh Husain Salik
Ghazal
tujhe to aaj bhii ham be-shumaar chaahte hai.n
ik aur tarah kaa lekin qaraar chaahte hai.n
Hasan Zaheer Raja
Ghazal
ufaq ko taktii hai.n muddat se be-shumaar aa.nkhe.n
sahar kaa KHvaab liye sab umiid-vaar aa.nkhe.n
Preyas Hathi 'Raqim
Ghazal
milaa jo pyaar mujhe to vo be-shumaar milaa
mujhe usii se to is zindagii kaa saar milaa
Indu Mishra Kiran
Ghazal
aisaa vo be-shumaar-o-qataar intizaar thaa
pahlii hii baar duusrii baar intizaar thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
adab me.n mudda.ii-e-fan to be-shumaar mile
magar na 'miir' ke 'Gaalib' ke virsa-daar mile
Abdul Rahman Khan Wasfi Bahraichi
Ghazal
ujlat hu.ii hai yaad-e-suKHan-haa-e-be-shumaar
vo mu.nh chhupaa ke baiTh rahe ye buraa hu.aa