SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-vajuud"
Sher MATCHES FOR "be-vajuud"
Sher
Malikzaada Manzoor Ahmad
Sher
agarche saaGar-e-gul hai tamaam-tar be-buud
chhalak rahaa hai chaman me.n magar sharaab-e-vajuud
Asghar Gondvi
Sher
mere hare vajuud se pahchaan us kii thii
be-chehra ho gayaa hai vo jab se jha.Daa huu.n mai.n
Azhar Adeeb
Sher
Jagan Nath Azad
Sher
Ghulam Husain Sajid
Sher
bikhar gayaa huu.n fazaa.o.n me.n buu-e-gul kii tarah
mire vajuud me.n vus.at mirii samaa na sakii
Raza Hamdani
Sher
tire vajuud ko chhuu le to phir mukammal ho
bhaTak rahii hai KHushii kab se dar-ba-dar mujh me.n
Neena Sahar
Sher
mai.n apnii ruuh liye dar-ba-dar bhaTaktaa rahaa
badan se duur mukammal vajuud thaa meraa
Faryad Aazar
Sher
Ghulam Mohammad Qasir
Sher
Sikandar Ali Wajd
Sher
sab apne apne tariiqe se bhiik maa.ngte hai.n
ko.ii ba-naam-e-mohabbat ko.ii ba-jaama-e-ishq
Abid Wadood
Sher
fasl-e-bahaar sehn-e-chaman yaar-e-mai-ba-kaf
kyuu.n zaahido haraam hai piinaa sharaab kaa