SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-vajuud"
Ghazal MATCHES FOR "be-vajuud"
Ghazal
har chand apnaa haal na ham se bayaa.n hu.aa
ye harf-e-be-vajuud magar daastaa.n hu.aa
Karrar Noori
Ghazal
aks-e-jamaal-e-yaar se vahm-e-numuud hai
varna vajuud-e-KHalq bhii KHud be-vajuud hai
Farhat Kanpuri
Ghazal
Shahid Makuli
Ghazal
duniyaa kaa Gam hii kyaa Gam-e-ulfat ke saamne
baatil hai be-vajuud haqiiqat ke saamne
Iram Lakhnavi
Ghazal
be-KHudii hii be-KHudii hai aagahii ke baa-vajuud
dard ghaTtaa hii nahii.n chaaragarii ke baavajuud
Mahir Seoharavi
Ghazal
kirdaar teraa dost mire baa-vazuu rahe
mushkil ko.ii bhii chaahe tere ruu-ba-ruu rahe
Sohil Barelvi
Ghazal
maza gunaah kaa jab thaa ki baa-vazuu karte
buto.n ko sajda bhii karte to qibla-ruu karte
Yagana Changezi
Ghazal
vajuud aur be-vajuudii hai ye maujuud
nishaan-e-be-nishaanii kaa nishaa.n hai
Sayyad Tasadduq Ali Asad
Ghazal
be-sabaat sub.h shaam aur miraa vajuud
yahii azaab hai mudaam aur miraa vajuud
Zulfeqar Ahmad Tabish
Ghazal
zamii.n ko sajda kiyaa KHuu.n se baa-vazuu ho kar
mai.n razm-gaah se lauTaa huu.n suraKH-ruu ho kar
Saleem Shahid
Ghazal
Prem Shankar Goila Farhat
Ghazal
qaa.em hai mujh me.n mere taKHayyul kii saltanat
be-taaj baadshaa huu.n mai.n apne vajuud me.n
Jahangeer Nayab
Ghazal
mai.n taa.ir-e-vajuud yaa barg-e-KHayaal thaa
bas is qadar hai yaad ki mai.n Daal Daal thaa
Farooque Muztar
Ghazal
raqs kartii hai tire nuur me.n zulmat merii
huu.n judaa tujh se to hai vahm haqiiqat merii
Ali Minai
Ghazal
duniyaa ko valvala dil-e-naashaad se hu.aa
ye tuul us KHilaasa-e-iijaad se hu.aa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Baldev Raaj
Ghazal
kaisii 'ajiib miTTii se tashkiil kii mirii
kyo.n hirs be-hisaab hai bhaTke vajuud me.n
Majid Jahangeer Mirza
Ghazal
rah-e-safar me.n rahe aur hayaat se guzre
ki ek rang me.n kitne jihaat se guzre