SEARCH RESULTS
Showing search results for "becho"
Sher MATCHES FOR "becho"
Sher
shahr me.n aa kar pa.Dhne vaale bhuul ga.e
kis kii maa.n ne kitnaa zevar bechaa thaa
Aslam Kolsarii
Sher
Bashir Badr
Sher
Syed Sarosh Asif
Sher
Dagh Dehlvi
Sher
ab ham bhii sochte hai.n ki baazaar garm hai
apnaa zamiir bech ke duniyaa KHariid le.n
Iqbal Azeem
Sher
Shahzad Ahmad
Sher
Jagan Nath Azad
Sher
dard biktaa nahii.n baazaar-e-jahaa.n me.n varna
jaan tak bech ke letaa mai.n tire dil ke liye
Jaleel Manikpuri
Sher
Andaleeb Shadani
Sher
Zia Zameer
Sher
Ali Ahmad Jalili
Sher
bahut milaa na milaa zindagii se Gam kyaa hai
mataa-e-dard baham hai to besh-o-kam kyaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Sher
rok rakhnaa thaa abhii aur ye aavaaz kaa ras
bech lenaa thaa ye saudaa zaraa mah.ngaa kar ke
Zafar Iqbal
Sher
mire bachche tiraa bachpan to mai.n ne bech Daalaa
buzurgii o.Dh kar kaa.ndhe tire KHam ho ga.e hai.n
Musavvir Sabzwari
Sher
zamiin bech ke KHush ho rahe ho tum jis ko
vo saare gaa.nv ko baazaar karne vaalaa hai