SEARCH RESULTS
Showing search results for "becho"
Ghazal MATCHES FOR "becho"
Ghazal
ye kaarobaar-e-siyaasat bahut hii achchhaa hai
bas aap jhuuT ko becho ba.Dii sadaaqat se
Yasir Khan Inam
Ghazal
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
saat janam ko becho phir bhii kam pa.D jaa.e
dil kii qiimat kyaa hotii hai tum kyaa jaano
Gul Afshan
Ghazal
jo daam milte hai.n becho mataa-e-fan ko 'shujaa'
ye maal in dino.n vaise bhii kam nikaltaa hai
Shuja Khaavar
Ghazal
tum jo kahte ho ki baaqii na rahe ahl-e-dil
zaKHm bechoge chalo becho KHariidaar hai.n ham
Tariq Qamar
Ghazal
yuusuf na sahii misr ke baazaar me.n becho
mai.n bik na sakaa phir bhii kuchh auqaat to hogii
Shahid Mahmood
Ghazal
bas jins-e-vafaa kii ko.ii qiimat nahii.n miltii
miTTii bhii jo becho to KHariidaar bahut hai.n
Rizwan Banarsi
Ghazal
naamuus-e-qalam fikr-e-guhar-baar na becho
ai diida-varo Gairat-e-fankaar na becho
Azeez Baghravi
Ghazal
KHvaab le ke aayaa huu.n mai.n dukaan-e-dushman par
is se besh-qiimat ab aur chiiz kyaa becho
Zulfeqar Ahmad Tabish
Ghazal
Ayaz Azmi
Ghazal
naamuus-e-qalam fikr-e-guhar-baar na becho
ai diida-varo Gairat-e-fankaar na becho
Azeez Baghravi
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kyaa mil gayaa zamiir-e-hunar bech kar mujhe
itnaa ki sirf kaam chalaataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
taqaaze kyuu.n karuu.n paiham na saaqii
kise yaa.n fikr-e-besh-o-kam nahii.n hai