SEARCH RESULTS
Showing search results for "begaane"
Sher MATCHES FOR "begaane"
Sher
Sahir Ludhianvi
Sher
Habib Jalib
Sher
Saifuddin Saif
Sher
apne begaane se ab mujh ko shikaayat na rahii
dushmanii kar ke mire dost ne maaraa mujh ko
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
vo bhii hamaare naam se begaane ho ga.e
ham ko bhii sach hai un se mohabbat nahii.n rahii
Salman Akhtar
Sher
raqam karuu.n bhii to kaise mai.n daastaan-e-vafaa
huruuf phirte hai.n begaane mere kaaGaz se
Arshad Jamal Sarim
Sher
ham to begaane se KHud ko bhii mile hai.n 'bilqiis'
kis tavaqqo pe kisii shaKHs ko apnaa samjhe.n
Bilqis Zafirul Hasan
Sher
dekhne vaale samajhte hai.n shanaasaa bhii nahii.n
aaj begaane nazar aate hai.n ham tum kitne
Ameer Raza Mazhari
Sher
logo! ham pardesii ho kar jaane kyaa kyaa kho baiThe
apne kuuche bhii lagte hai.n begaane begaane se
Humaira Rahman
Sher
Akhtar lakhnvi
Sher
Akhtar Hoshiyarpuri
Sher
duniyaa ne terii yaad se begaana kar diyaa
tujh se bhii dil-fareb hai.n Gam rozgaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Sher
bahaane aur bhii hote jo zindagii ke liye
ham ek baar tirii aarzuu bhii kho dete
Majrooh Sultanpuri
Sher
Shakeel Badayuni
Sher
ba.Dhte chale ga.e jo vo manzil ko paa ga.e
mai.n pattharo.n se paa.nv bachaane me.n rah gayaa
Umair Manzar
Sher
be-sabab baat ba.Dhaane kii zaruurat kyaa hai
ham KHafaa kab the manaane kii zaruurat kyaa hai
Shahid Kabir
Sher
KHaamoshii me.n chaahe jitnaa begaana-pan ho
lekin ik aahaT jaanii-pahchaanii hotii hai