SEARCH RESULTS
Showing search results for "begam"
Sher MATCHES FOR "begam"
Sher
Navab Sultan Jahan Begam
Sher
begam bhii hai.n kha.Dii hu.ii maidaan-e-hashr me.n
mujh se mire gunah kaa hisaab ai KHudaa na maa.ng
Hashim Azimabadi
Sher
Anwar Masood
Sher
is zindagii ne saath kisii kaa nahii.n diyaa
kis bevafaa se tujh ko tamannaa vafaa kii hai
Rasool Jahan Begam Makhfi Badayuni
Sher
kuchh be-adabii aur shab-e-vasl nahii.n kii
haa.n yaar ke ruKHsaar pe ruKHsaar to rakkhaa
Begam Lakhnavi
Sher
Basheerunnisaa Begam Basheer
Sher
judaa ho mujh se miraa yaar ye KHudaa na kare
KHudaa kisii ke ta.ii.n dost se judaa na kare
Rasool Jahan Begam Makhfi Badayuni
Sher
kuchh KHauf-e-KHudaa kiijiye is tarah na chaliye
sau baar to is chaal pe talvaar chalii hai
Nawab Begam Hijab
Sher
javaab do ki na do ai buto nahii.n parvaa
kahuu.n jo kuchh vo baraa.e-KHudaa suno to sahii
Nawab Begam Hijab
Sher
fikr-e-suKHan talaash-e-ma.aash o KHayaal-e-yaar
Gam kam hu.aa to haa.n dil-e-be-Gam se hovegaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
parde kaa muKHaalif jo sunaa bol uThii.n begam
allaah ki maar us par aligarh ke havaale
Akbar Allahabadi
Sher
hukm begam ke chalaa karte hai.n jelar kii tarah
ab miraa ghar bhii mujhe jail hu.aa jaataa hai
Machis Lakhnavi
Sher
jo us ne kahaa go vahii karte ga.e ham to
is par bhii nigaaho.n se utarte ga.e ham to
Nawab Begam Hijab
Sher
Nawab Begam Hijab
Sher
begam se kah rahaa thaa ye ko.ii KHalaa-navard
baiThii hu.ii hai chaa.nd pe ''gu.Diyaa'' mire liye
Aziz Faisal
Sher
bachcho.n se mu.nh ko mo.D ke begam to so ga.ii.n
suu-suu har ik ko mai.n ne karaayaa tamaam raat
Nashtar Amrohvi
Sher
kyaa naap hai begam kaa jo puuchhe ko.ii mochii
jo piiTh pe naqsha hai dikhaa kyuu.n nahii.n dete