SEARCH RESULTS
Showing search results for "boot-club"
Sher MATCHES FOR "boot-club"
Sher
zaahido puujaa tumhaarii KHuub hogii hashr me.n
but banaa degii tumhe.n ye haq-parastii ek din
Muneer Shikohabadi
Sher
kisii tarah jo na us but ne e'tibaar kiyaa
mirii vafaa ne mujhe KHuub sharmsaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Sher
Mirza Mayal Dehlvi
Sher
us se bichha.Dte vaqt mai.n royaa thaa KHuub-saa
ye baat yaad aa.ii to pahro.n ha.nsaa kiyaa
Mohammad Alvi
Sher
Jaleel Manikpuri
Sher
Jaleel Manikpuri
Sher
us ke asbaab se niklaa hai pareshaa.n kaaGaz
baat itnii thii magar KHuub uchhaalii ham ne
Manzar Naqvi
Sher
Gam-e-dauraa.n me.n kahaa.n baat Gam-e-jaanaa.n kii
nazm hai apnii jagah KHuub magar haa.e Gazal