SEARCH RESULTS
Showing search results for "boot-club"
Ghazal MATCHES FOR "boot-club"
Ghazal
saraab pyaas bujhaataa nahii.n kabhii lekin
ye baat KHuub samajhtaa hai kaun pyaasaa hai
Shakeel Gwaliari
Ghazal
KHaal-o-KHad manzar paikar aur gul buuTe
KHuub hu.e mere haatho.n me.n chaak hu.aa
Ambar Bahraichi
Ghazal
use hai raas ye daa.im miraa rukuu-o-sujuud
mirii razaa se vo but KHuub bahra-mand hu.aa
Mohammad Javed Anwar
Ghazal
be-shak janaab-e-'ishq bahut KHuub hai ye baat
lekin ye baat KHuub hai 'ahd-e-shabaab me.n
Jaleel Qidwai
Ghazal
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
mirii miyaan me.n meraa bayaan rahtaa hai
mire jigar me.n to hindostaan rahtaa hai
vatsal rohilla
Ghazal
ham ne tumhaarii baat pe dikhlaa ke aa.ina
ma.ashuuq KHuub-ruu tumhe.n tum saa dikhaa diyaa
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
Asghar Nizami
Ghazal
ye jahaan-e-rang-o-buu aap kaa parda bane
kaun hai zer-e-naqaab KHuub samajhte hai.n ham
Najma Jafari
Ghazal
shikva nahii.n kisii kii mulaaqaat kaa mujhe
tum jaante ho vahm hai jis baat kaa mujhe
Dagh Dehlvi
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
betaab hai.n kisii kii nigaahe.n naqaab me.n
hai.n bijliyaa.n ki kau.nd rahii hai.n sahaab me.n
Naseem Bharat Puri
Ghazal
kuchh KHuub nahii.n ye KHud-numaa.ii
haa.n ai but-e-shoKH Dar KHudaa se
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
baa.ndhnaa dil ko mire zulf-e-girah-giir ke saath
KHuub khelegaa ye qaidii terii zanjiir ke saath
Asghar Nizami
Ghazal
ham kar chuke jab nuur se ta.amiir KHudaa kii
phir chaaro.n taraf KHuub kii tash.hiir KHudaa kii