SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaahe.n"
Sher MATCHES FOR "chaahe.n"
Sher
ham se achchhaa nahii.n milne kaa agar tum chaaho
tum se achchhe abhii milte hai.n agar ham chaahe.n
Muztar Khairabadi
Sher
ye bhii nayaa sitam hai hinaa to lagaa.e.n Gair
aur us kii daad chaahe.n vo mujh ko dikhaa ke haath
Nizam Rampuri
Sher
chaahe.n hai.n ye ham bhii ki rahe paak mohabbat
par jis me.n ye duurii ho vo kyaa KHaak mohabbat
Qayem Chaandpuri
Sher
tuu chale saath to aahaT bhii na aa.e apnii
darmiyaa.n ham bhii na ho.n yuu.n tujhe tanhaa chaahe.n
Muzaffar Warsi
Sher
terii aa.nkhe.n jise chaahe.n use apnaa kar le.n
kaash aisaa hii sikhaa de.n ko.ii afsuu.n mujh ko
Sharaf Mujaddidi
Sher
aap haq-go.ii kii jo chaahe.n sazaa de.n mujh ko
aap KHud jaise hai.n vaisaa hii kahaa hai mai.n ne
Qasri Kanpuri
Sher
hazaar chaahe.n magar chhuuT hii nahii.n saktii
ba.Dii ajiib hai ye mai-kashii kii aadat bhii
Salman Akhtar
Sher
chaah kaa naam jab aataa hai biga.D jaate hai.n
vo tariiqa to bataa do tumhe.n chaahe.n kyuu.nkar
Unknown
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
tum ko chaahe.n bhii aur Gair ke saath bhii dekhe.n
tum kyaa jaano ishq kii kyaa kyaa laachaarii hai
Rizwana Bano Iqra
Sher
Santokh Rai Betab
Sher
Priyamvada Ilhan
Sher
chaahe.n to is ko teG-e-KHamoshii se kaaT de.n
lekin junuu.n se ja.ng zabaanii kare.nge ham
Abhinandan Pandey
Sher
itne mahkuum-e-butaa.n hai.n jo ye kaafir chaahe.n
pahne.n zunnaar abhii chho.D de.n islaam ko ham