SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaahe.n"
Ghazal MATCHES FOR "chaahe.n"
Ghazal
ko.ii KHudaa ho ki patthar jise bhii ham chaahe.n
tamaam umr usii kii ibaadate.n karnii
Ahmad Faraz
Ghazal
patthar mujhe kahtaa hai miraa chaahne vaalaa
mai.n mom huu.n us ne mujhe chhuu kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ye bhii nayaa sitam hai hinaa to lagaa.e.n Gair
aur us kii daad chaahe.n vo mujh ko dikhaa ke haath
Nizam Rampuri
Ghazal
ye ham se na hogaa ki kisii ek ko chaahe.n
ai ishq hamaarii na tire saath banegii
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ham to bas ye kahte hai.n roz jiine marne ko
aap chaahe.n kuchh samjhe.n zindagii na samjhaa jaa.e
Pirzada Qasim
Ghazal
Alam Khursheed
Ghazal
itnii shiddat se na mil tuu ki judaa.ii chaahe.n
yahii qurbat tirii duurii kaa bahaana ban jaa.e