SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaal-baaz"
Sher MATCHES FOR "chaal-baaz"
Sher
baadbaa.n naaz se lahraa ke chalii baad-e-muraad
kaarvaa.n eid manaa qaafila-saalaar aayaa
Josh Malihabadi
Sher
Faiz Ahmad Faiz
Sher
sau koshisho.n se aa.e the cha.ndiyaa pe chaar baal
do aarzuu me.n kaT ga.e do intizaar me.n
Ahmad Alvi
Sher
diivaano.n se kah do ki chalii baad-e-bahaarii
kyaa ab ke baras chaak garebaa.n na kare.nge
Rind Lakhnavi
Sher
Imdad Ali Bahr
Sher
Jafar Ali Hasrat
Sher
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Sher
Yagana Changezi
Sher
saaqiyaa! yaa.n lag rahaa hai chal-chalaav
jab talak bas chal sake saaGar chale
Khwaja Meer Dard
Sher
aalam-pasand ho ga.ii jo baat tum ne kii
jo chaal tum chale vo zamaane me.n chal ga.ii
Rind Lakhnavi
Sher
auro.n ke bal pe bal na kar itnaa na chal nikal
bal hai to bal ke bal pe tuu kuchh apne bal ke chal
Bahadur Shah Zafar
Sher
yaade.n chale.n KHayaal chalaa ashk-e-tar chale
le kar payaam-e-shauq ka.ii naama-bar chale
Hosh Tirmizi
Sher
uma.nD ke aa.nkh se ik baar bah chale aa.nsuu
ha.nsii ha.nsii me.n jo zikr-e-vidaa-e-yaar aayaa