SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaal-baaz"
Ghazal MATCHES FOR "chaal-baaz"
Ghazal
samjhaa ko.ii bhii chaal na us chaal-baaz kii
karte rahe bayaa.n sabhii ho.nTo.n kii naazukii
Haseebul Hasan
Ghazal
havaa-e-shahr hai masmuum hoshiyaar raho
ajab nahii.n tumhe.n taqsiim chaal-baaz kare.n
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
tumhaare naam Gazal kii kitaab kar degaa
vo chaal-baaz tumhe.n bhii KHaraab kar degaa
Anjum Farooq
Ghazal
mere lafzo.n se chalii baat mire lafzo.n kii
tai hu.ii mujh se mulaaqaat mire lafzo.n kii
Yasmeen Sahar
Ghazal
dil ke gulshan me.n chalii baad-e-sabaa raat ga.e
KHuub chhaa.ii tirii yaado.n kii ghaTaa raat ga.e
Bismil Aazmi
Ghazal
Muzaffar Abdali
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
karne kuu.n qatl aashiq-e-jaa.n-baaz ke sanam
le teG-e-naaz haath kamar rakh kaTaar chal
Mirza Daood Beg
Ghazal
ye zaruurii nahii.n hai jahaa.n dekhnaa
vo jidhar ko chale bas vahaa.n dekhnaa
Zameer Ahmad Khan
Ghazal
raaste bhar tum du.aa karte chalo bas
jab dikhegaa mai-kadaa aamiin kahnaa
Chandra Shekhar Varma
Ghazal
shab-e-firaaq hai aur niind aa.ii jaatii hai
kuchh is me.n un kii tavajjoh bhii paa.ii jaatii hai