SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaukhat"
Sher MATCHES FOR "chaukhat"
Sher
aaj rakkhe hai.n qadam us ne mirii chaukhaT par
aaj dahliiz mirii chhat ke baraabar hu.ii hai
Saleem Siddiqui
Sher
Irfan Siddiqi
Sher
vo intizaar kii chaukhaT pe so gayaa hogaa
kisii se vaqt to puuchhe.n ki kyaa bajaa hogaa
Bashir Badr
Sher
ghar me.n rahaa thaa kaun ki ruKHsat kare hame.n
chaukhaT ko alvidaa.a kahaa aur chal pa.De
Makhmoor Saeedi
Sher
chaa.nd suuraj mirii chaukhaT pe ka.ii sadiyo.n se
roz likkhe hu.e chehre pe savaal aate hai.n
Rahat Indori
Sher
ulfat to dekhiye mirii diidaar ke sabab
darvesh ban ke yaar kii chaukhaT pe aa gayaa
Mahwar Sirsivi
Sher
Jameel Mazhari
Sher
kirno.n se taraashaa hu.aa ik nuur kaa paikar
sharmaayaa hu.aa KHvaab kii chaukhaT pe kha.Daa hai
Waheed Akhtar
Sher
jahaa.n se kuchh na mile husn-e-maazarat ke sivaa
ye aarzuu usii chaukhaT pe shab guzaartii hai
Zafar Iqbal
Sher
ghuumte kaTtaa hai kuuche me.n tire din kaa din
baiThe kaT jaatii hai chaukhaT pe tirii raat kii raat
Ijtiba Rizvi
Sher
Khursheed Rizvi
Sher
aa.nkhe.n hai.n ki ab tak usii chaukhaT pe dharii hai.n
detaa huu.n zamaane ko magar apnaa pata aur
Zia Faooqui
Sher
Yasir Tahsin
Sher
KHvaab, ummiid, tamannaa.e.n, ta.alluq, rishte
jaan le lete hai.n aaKHir ye sahaare saare
Imran-ul-haq Chauhan
Sher
Nida Fazli
Sher
haar hii jiit hai aa.iin-e-vafaa kii ruu se
ye vo baazii hai jahaa.n jiit ke haare saare
Imran-ul-haq Chauhan
Sher
vaqt har zaKHm ko bhar detaa hai kuchh bhii kiije
yaad rah jaatii hai halkii sii chubhan kii had tak