SEARCH RESULTS
Showing search results for "chaukhat"
Ghazal MATCHES FOR "chaukhat"
Ghazal
dil kii chaukhaT pe jo ik diip jalaa rakkhaa hai
tere lauT aane kaa imkaan sajaa rakkhaa hai
Wasi Shah
Ghazal
shaah-e-aalam ko sar-e-aam sunaa baiThaa huu.n
mere maulaa tirii chaukhaT se lagaa baiThaa huu.n
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
Ameeq Hanafi
Ghazal
darvaazo.n par din bhar kii thakan tahriir hu.ii
mire shahr kii shab har chaukhaT kii zanjiir hu.ii
Irfan Siddiqi
Ghazal
tere rahne ko munaasib thaa ki chhappar hotaa
ki na chaukhaT tirii hotii na miraa sar hotaa
Zareef Lakhnavi
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
ko.ii hasiin hai muKHtaar-e-kaar-KHaana-e-ishq
ki laa-makaa.n hii kii chaukhaT hai aastaana-e-ishq
Ahmad Husain Mail
Ghazal
maslak-e-ishq me.n jaa.ez hai jafaa rahne de
mujh ko mahbuub kii chaukhaT pe pa.Daa rahne de
Syed Ghafir Rizvi Falak Chhaulsi
Ghazal
sai.nka.Do.n sar tirii chaukhaT pe dhare milte hai.n
tere kuuche me.n jo milte hai.n mare milte hai.n
Rasikh Dehlvi
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
amiir-e-shahr kii chaukhaT pe jaa ke lauT aayaa
Gariib-e-vaqt a.nguuThaa dikhaa ke lauT aayaa
Ahmad Kamal Hashmi
Ghazal
ye jo sar ham tirii chaukhaT se lagaa.e hu.e hai.n
ye samajh le ki zamaane ke sataa.e hu.e hai.n
Abrar Ahmad
Ghazal
ajnabii musaafir ko raasta dikhaa.egaa
kaun apnii chaukhaT par ab diyaa jalaa.egaa
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
Khursheed Rizvi
Ghazal
ko.ii diyaa kisii chaukhaT pe ab na jalne kaa
siyaah raat kaa manzar nahii.n badalne kaa